Wednesday, June 17, 2009

Jaane kaisa...


Ye mausam hai behka behka sa
Ye tan bhi hai dehka dehka sa

Ye patton ki hai sarsarahat
Ya tumhare shabdon ki phusphusahat

Man me ho raha hai halchal
Ye kaise machaya tumne kautuhal

Sab ho raha hai bekabu
Jaane kaisa hai ye jaadu.

7 comments:

Whats in a Name said...

Oh that was nice...Like it...
Hey you can use hindi fonts for your poems as well...
:-)
Keep blogging....

Shas said...

Thankx! Whats in a Name,
Well! will try it.
Keep commenting n that will keep me going.
:-)

M said...

masum kyun hai behaka sa...
kyun ismein hai nayi umangein...

koun hai jisane ise mehkaya..
chitvan isaka chanchal banaya...

M said...

ye masoom kyun hai bahka sa..
kyun hai chitwan isaka mehaka sa ...

koun hai jisane ise bharamaya ....
isake sapno ko pankhon se milwaya..

Shas said...

Thankx! M,
For those wonderful lines.

vivek said...

Dil hai ke manta nahi ..sabd hai ke ..jante nahi ...kahi aur kabhi ..to aa jaya karo jab mausam itna ...suhana .ho.ab toh sardi bhi aa gayi hai so ..Mein to chala ...masti karne ..

nice RHYTHM.i liked it

Shas said...

@ Vivek,
Wah...wah...Aap toh kavi ban gaye. :D